Scouts & Guides Prayer Song

Scouts & Guides Prayer Song 


Daya kar dann Bhakti ka Hamain Paramatma Dena
 Daya Karna Hamari Atma main Shudhata Dena 
Hamare Dyan main Auvo Prabhu Ankho main Bas Jao 
Andhere Dil main aakar Ke Param Jyoti Jaga Dena 
Bahado Prem Ki Ganga Dilo main Prem Ka Sagar 
Hamain Aapas main miljul Kar Prabhu Rahana Sikha Dena 
Hamara Karma Ho Seva Hamara Dharma Ho Seva 
Sada Eeman Ho Seva Va Sevak Char Bana Dena 
Vatan Kay Vaste Jeena Vatan Kay Vaste Marna 
Vatan Par Jaan Fida Karna Prabhu Ham Ko Sikha Dena 
Daya kar dann Bhakti ka Hamain Paramatam Dena 
Daya Karna Hamari Atma main Shudhata Dena. 

No comments:

Post a Comment